Shri Radha Krishna Spiritual Blog

Radha Krishna Blog Comments!!

3,271 Comments

  1. apne aap prarabdh aur parishram se mili hui vastu doodh tulya hoti hai,maang kar prapt ki hui vastu paani ke tulya hoti hai aur chhini hui churai hui ya dhokhe se arjit vastu khoon peene ke saman hoti hai.isliye apne aap prapt hui vastu ko santosh sahit prasann ho kar bhagwan ka prasad man kar grahan karna chahiye.

    manisha mittal
  2. mein apne aapko bahut bhagyasali manta hun kyon ki mein baba surdas ji tilpat vale ka shisya hun jo ki Radhavallbh samprday ke hamesha chamkne vale anmol hira hain, mein shri Radhavallbh ji,shri Harivans ji maharaj ,evam param pujniya shri satguru baba bhagwat kishori sharan ji maharaj(baba surdash ji tilpat vale) ko sat-sat naman karta hun, aur yhi prarthna karta hun ki ve mujh par aur mere parivar sahit sansar ke har ek jiv par apni kirpa hamesha barsate rahen **Jai satguru bhagwat kishori sharan ji maharaj**

    krishan kumar sharma
  3. mujhe guruji ki vani ka har shabd bhut achha lagta hai cha hai kuch bhi gaye ya bole asa lagta hai ki uneh sunta rhu, app ko baram bar naman karta hu guru ji

    narenderpal
  4. Ye song mere dil ko chu jati h jb mai subah uthta hu to ye gana sunta hu man fresh ho jata h aur din b achcha jata h its a vary vary nice song,n most thank to krishan goswami ji

    Deepak yadav

Comments are closed.